TeaTalk Podcast episode
Amanullah Khan Ki Zindagi | Unke Betay Adnan Tipu Ki Zubani | Tea Talk Ep 1
Published 29 June 20251h 8mwith Adnan Amanullah

Watch the full conversation
This episode is published on TeaTalk's official YouTube channel.
About this episode
#ammanullah #adnanaman #teatalk
Welcome to Tea Talk’s premier— jahan chai k sath hoti hai asal baatein aur Pakistanion ki inspiring kahaniyan.
Is episode mai hum milte hain Adnan Tipu se, jo Pakistan k sab se bade comedy legend Amanullah Khan k betay hain. UK mai bachpan guzarne se le kar theatre aur comedy ki dunya tak — Adnan share karte hain wo kahaniyan jo pehli dafa samne aayi hain.
Is episode mai sunain:
Amanullah Khan ka stage k piche ka jeevan — ek walid aur mentor ki tarah.
Theatre aur comedy industry mai unka asar aur virsa.
Hansay aur dil ko chhoo lenay wali yaadein.
Fame aur family ka balance banane ki mushkilaat.
Amanullah saab ka diya sab se bara sabaq aur wo naseehatein jo aaj tak Adnan ko guide karti hain.
Timestamps
0:00 Intro
2:31 Adnan Tipu ka introduction
3:23 UK mai zindagi
4:03 Amanullah saab k betay hone ka tajurba
9:00 Amanullah kesy walid thy?
10:35 Khan saab ka family matters se pareshan hona
15:45 Khansaab ki hansi aur zarafat
16:28 Dosray funkaaron ka Am
